Wednesday, 27 April 2016

Answer of rahul gandhi

Bjp beshak lok sabha k chunaao me 15 lakh account me deyney ka wada kiya tha Jo avi tak account me nhi dey sakey lekin itna to jarur bhp sarkaar kiya hai ki wo 15 lakh dayney k bajaye 15lakh SE Jada ka is desh me kaam kiya or avi kaam hi rha hai is SE badiya KYa baat ho skti hai mera desh taraki kr rha hai itna desh me kaam ho rha hai ji ki us 15 lakh deyney SE kahi Jada behtar hai
Or ha Congress beshak kavi 15 lakh deyney ka wada nhi kiya ho lekin wo 15 lakh SE Jada ka chuna is desh ko LGA chuki hai or nhi ki apni sarkaar utna kavi kaam ki hai
Sta ka upyog krna chahiye lekin Congress kavi nhi ki
Aag v wo sirf lok sabha or rajya sabha me sirf walkout or hangama hi krta hai jo ki sharam ki baat hai kuch to ayesay v log hai Jo faisla acha ho ya bura unko bus hangama krna hai taki bill jaldi pass Na ho to 2019 tak Jada taraki Na ho jis SE koi mudda baney 2019 ka lok sabha chunaao jitney k liye
Pasand nhi hai ayesay log pe

No comments:

Post a Comment